Sher
"zara si baat nahin hai kisi ka ho jaana ki umr lagti hai but ko khuda banane men"
"jo kahkashan si nazar aati hain miri ankhen guzishta shab ke ye aansu hain jo sitare hue"
جو کہکشاں سی نظر آتی ہیں مری آنکھیں گزشتہ شب کے یہ آنسو ہیں جو ستارے ہوئے
जो कहकशाँ सी नज़र आती हैं मिरी आँखें गुज़िश्ता शब के ये आँसू हैं जो सितारे हुए

"zara si baat nahin hai kisi ka ho jaana ki umr lagti hai but ko khuda banane men"
"fikr teri Thiik par meri ana ka bhi to soch duur se bas dekh le zakhmon ko mere chhu nahin"
"alag baat hai ye ki tum sun na paa.e magar ham ne tum ko pukara bahut hai"
"vo khafa hain jaane kis kis baat par ham ne ki hai jo khata kuchh aur hai"
"tujh ko pa kar bhi tujhe paane ki khvahish hai abhi mere dariya tu alag teri ravani hai alag"
"kiije iz.har-e-mohabbat chahe jo anjam ho zindagi men zindagi jaisa koi to kaam ho"