Sher
"har shakhs hai ishtihar apna har chehra kitab ho gaya hai"
"divaron se mil kar rona achchha lagta hai ham bhi pagal ho ja.enge aisa lagta hai"
دیواروں سے مل کر رونا اچھا لگتا ہے ہم بھی پاگل ہو جائیں گے ایسا لگتا ہے
दीवारों से मिल कर रोना अच्छा लगता है हम भी पागल हो जाएँगे ऐसा लगता है

"har shakhs hai ishtihar apna har chehra kitab ho gaya hai"
"tumhare shahr ka mausam baDa suhana lage main ek shaam chura luun agar bura na lage"
"kitne dinon ke pyase honge yaaro socho to shabnam ka qatra bhi jin ko dariya lagta hai"
"tu is tarah se mire saath bevafa.i kar ki tere baa'd mujhe koi bevafa na lage"
"rasta dekh ke chal varna ye din aise hain gunge patthar bhi savalat karenge tujh se"
"main zahr piita raha zindagi ke hathon se ye aur baat hai mera badan hara na hua"