Sher
"tujh se ai zindagi ghabra hi chale the ham to par tashaffi hai ki ik dushman-e-jan rakhte hain"
Q
Qalaq Merathi"asman ahl-e-zamin se kya kudurat-nak tha mudda.i bhi khaak thi aur mudda.a bhi khaak tha"
آسماں اہل زمیں سے کیا کدورت ناک تھا مدعی بھی خاک تھی اور مدعا بھی خاک تھا
आसमाँ अहल-ए-ज़मीं से क्या कुदूरत-नाक था मुद्दई भी ख़ाक थी और मुद्दआ' भी ख़ाक था
"tujh se ai zindagi ghabra hi chale the ham to par tashaffi hai ki ik dushman-e-jan rakhte hain"
"be-takalluf maqam-e-ulfat hai daagh uTThe ki aabla baiThe"
"mohabbat vo hai jis men kuchh kisi se ho nahin sakta jo ho sakta hai vo bhi aadmi se ho nahin sakta"
"kya khana-kharabon ka lage tere Thikana us shahr men rahte hain jahan ghar nahin hota"
"tu dekh to udhar ki jo dekha na jaa.e phir tu guftugu kare to kabhi guftugu na ho"
"tu hai harja.i to apna bhi yahi taur sahi tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi"