tujh se ai zindagi ghabra hi chale the ham to
par tashaffi hai ki ik dushman-e-jan rakhte hain
Qalaq Merathi
Qalaq Merathi
Sherशेर
See all 51 →tujh se ai zindagi ghabra hi chale the ham to
तुझ से ऐ ज़िंदगी घबरा ही चले थे हम तो
be-takalluf maqam-e-ulfat hai
बे-तकल्लुफ़ मक़ाम-ए-उल्फ़त है
mohabbat vo hai jis men kuchh kisi se ho nahin sakta
मोहब्बत वो है जिस में कुछ किसी से हो नहीं सकता
kya khana-kharabon ka lage tere Thikana
क्या ख़ाना-ख़राबों का लगे तेरे ठिकाना
asman ahl-e-zamin se kya kudurat-nak tha
आसमाँ अहल-ए-ज़मीं से क्या कुदूरत-नाक था
tu hai harja.i to apna bhi yahi taur sahi
तू है हरजाई तो अपना भी यही तौर सही
Popular Sher & Shayari
102 totalbe-takalluf maqam-e-ulfat hai
daagh uTThe ki aabla baiThe
mohabbat vo hai jis men kuchh kisi se ho nahin sakta
jo ho sakta hai vo bhi aadmi se ho nahin sakta
kya khana-kharabon ka lage tere Thikana
us shahr men rahte hain jahan ghar nahin hota
asman ahl-e-zamin se kya kudurat-nak tha
mudda.i bhi khaak thi aur mudda.a bhi khaak tha
tu hai harja.i to apna bhi yahi taur sahi
tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi
naala kartaa huun log sunte hain
aap se meraa kuchh kalaam nahin
amn aur tere ahd mein zaalim
kis tarah khaak-e-rahguzar baiThe
har sang mein kaabe ke nihaan ishva-e-but hai
kyaa baani-e-islaam bhi ghaarat-gar-e-din thaa
ham us kuche mein uThne ke liye baiThe hain muddat se
magar kuchh kuchh sahaaraa hai abhi be-dast-o-paai kaa
be-takalluf maqaam-e-ulfat hai
daagh uTThe ki aabla baiThe
tu hai harjaai to apnaa bhi yahi taur sahi
tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi
Ghazalग़ज़ल
dil ke har juzv mein judaai hai
दिल के हर जुज़्व में जुदाई है
kis qadar dilrubaa-numaa hai dil
किस क़दर दिलरुबा-नुमा है दिल
tere vaade kaa ikhtitaam nahin
तेरे वादे का इख़्तिताम नहीं
na pahunche haath jis kaa zoaf se taa-zist daaman tak
न पहुँचे हाथ जिस का ज़ोफ़ से ता-ज़ीस्त दामन तक
vahi vaada hai vahi aarzu vahi apni umr-e-tamaam hai
वही वा'दा है वही आरज़ू वही अपनी उम्र-ए-तमाम है
duuri mein kyuun ki ho na tamannaa huzur ki
दूरी में क्यूँ कि हो न तमन्ना हुज़ूर की





