Sher
"raunaq-e-bada-parasti thi hamin tak jab se ham ne ki tauba kahin nam-e-kharabat nahin"
Q
Qayem Chaandpuri"ba.ad khat aane ke us se tha vafa ka ehtimal lek vaan tak umr ne apni vafadari na ki"
بعد خط آنے کے اس سے تھا وفا کا احتمال لیک واں تک عمر نے اپنی وفاداری نہ کی
बा'द ख़त आने के उस से था वफ़ा का एहतिमाल लेक वाँ तक उम्र ने अपनी वफ़ादारी न की
"raunaq-e-bada-parasti thi hamin tak jab se ham ne ki tauba kahin nam-e-kharabat nahin"
"ham divanon ko bas hai poshish se daman-e-dasht o chadar-e-mahtab"
"har taraf zarf-e-vazu bharte hain zahid hui sub.h saath uTh ham bhi surahi men mai-e-nab karen"
"kucha tira nashe ki ye shiddat jahan se laag allah hi nibahe miyan aaj ghar talak"
"tark kar apna bhi ki is raah men har koi shayan-e-rifaqat nahin"
"hathon se dil o diida ke aaya huun nipaT tang ankhon ko ro.uun ya main karun sarzanish-e-dil"