Sher
"ro paDin ankhen bahut 'sahil' miri jab kisi ne haath sar par rakh diya"
"aaj kuaan bhi chikh uTha hai kisi ne patthar maara hoga"
آج کنواں بھی چیخ اٹھا ہے کسی نے پتھر مارا ہوگا
आज कुआँ भी चीख़ उठा है किसी ने पत्थर मारा होगा

"ro paDin ankhen bahut 'sahil' miri jab kisi ne haath sar par rakh diya"
"kis tasavvur ke tahat rabt ki manzil men raha kis vasile ke ta.assur ka nigahban tha main"
"bakri ''men-men'' karti hai bakra zor lagata hai"
"kyuun chamak uThti hai bijli baar baar ai sitamgar le na angDa.i bahut"
"un se ai dost mira yuun koi rishta to na tha kyuun phir is tark-e-ta.alluq se pasheman tha main"
"kal talak sahra basa tha aankh men ab magar kis ne samundar rakh diya"