Sher
"dar-ba-dar hone se pahle kabhi socha bhi na tha ghar mujhe raas na aaya to kidhar ja.unga"
"tu nahin to tira khayal sahi koi to ham-khayal hai mera"
تو نہیں تو ترا خیال سہی کوئی تو ہم خیال ہے میرا
तू नहीं तो तिरा ख़याल सही कोई तो हम-ख़याल है मेरा

"dar-ba-dar hone se pahle kabhi socha bhi na tha ghar mujhe raas na aaya to kidhar ja.unga"
"madrasa mera meri zaat men hai khud moallim huun khud kitab huun main"
"zindagi bhar mujhe is baat ki hasrat hi rahi din guzarun to koi raat suhani aa.e"
"mujh ko kya kya na dukh mile 'saqi' mere apnon ki mehrbani se"
"men ab tak din ke hangamon men gum tha magar ab shaam hoti ja rahi hai"
"khvab tha ya shabab tha mera do savalon ka ik javab huun main"