yaar bhi raah ki divar samajhte hain mujhe — Shahid Zaki
"yaar bhi raah ki divar samajhte hain mujhe main samajhta tha mire yaar samajhte hain mujhe"
Urdu
یار بھی راہ کی دیوار سمجھتے ہیں مجھے میں سمجھتا تھا مرے یار سمجھتے ہیں مجھے
Hindi
यार भी राह की दीवार समझते हैं मुझे मैं समझता था मिरे यार समझते हैं मुझे

Shahid Zaki
Shahid Zaki
poet11 quotes