Sher
"das baje raat ko so jaate hain khabren sun kar aankh khulti hai to akhbar talab karte hain"
"shauq-e-safar be-sabab aur safar be-talab us ki taraf chal diye jis ne pukara na tha"
شوق سفر بے سبب اور سفر بے طلب اس کی طرف چل دیے جس نے پکارا نہ تھا
शौक़-ए-सफ़र बे-सबब और सफ़र बे-तलब उस की तरफ़ चल दिए जिस ने पुकारा न था

"das baje raat ko so jaate hain khabren sun kar aankh khulti hai to akhbar talab karte hain"
"rahne diya na us ne kisi kaam ka mujhe aur khaak men bhi mujh ko mila kar nahin gaya"
"jis ko jaana hi nahin us ko khuda kyuun manen aur jise jaan chuke hon vo khuda kaise ho"
"niind aati hai agar jalti hui ankhon men koi divane ki zanjir hila deta hai"
"paas rah kar bhi na pahchan saka tu mujh ko duur se dekh ke ab haath hilata kya hai"
"javaz koi agar meri bandagi ka nahin main puchhta huun tujhe kya mila khuda ho kar"