Sher
"vo tamasha huun hazaron mire a.ine hain ek a.ine se mushkil hai ayaan ho ja.un"
"numud un ki bhi daur-e-subu men thi kal raat abhi jo daur-e-tah-e-asman nahin guzre"
نمود ان کی بھی دور سبو میں تھی کل رات ابھی جو دور تہ آسماں نہیں گزرے
नुमूद उन की भी दौर-ए-सुबू में थी कल रात अभी जो दौर-ए-तह-ए-आसमाँ नहीं गुज़रे

"vo tamasha huun hazaron mire a.ine hain ek a.ine se mushkil hai ayaan ho ja.un"
"ai dost is zaman-o-makan ke azaab men dushman hai jo kisi ko dua-e-hayat de"
"hujum-e-gul men rahe ham hazar dast daraz saba-nafas the kisi par giran nahin guzre"