Sher
"hai ta-hadd-e-imkan koi basti na bayaban ankhon men koi khvab dikha.i nahin deta"
"lazzat-e-did khuda jaane kahan le jaa.e aankh hoti hai to hota nahin qaabu dil par"
لذت دید خدا جانے کہاں لے جائے آنکھ ہوتی ہے تو ہوتا نہیں قابو دل پر
लज़्ज़त-ए-दीद ख़ुदा जाने कहाँ ले जाए आँख होती है तो होता नहीं क़ाबू दिल पर

"hai ta-hadd-e-imkan koi basti na bayaban ankhon men koi khvab dikha.i nahin deta"
"ik chand hai avara-o-betab o falak-tab ik chand hai asudgi-e-hijr ka maara"
"kisi se ishq ho jaane ko afsana nahin kahte ki afsane mata-e-kucha-o-bazar hote hain"
"ik khala hai jo pur nahin hota jab koi darmiyan se uThta hai"
"halqa-e-sham-o-sahar se nahin jaane vaala dard is dida-e-tar se nahin jaane vaala"
"jise na-khvab kahte hain usi ko khvab kahte hain tamiz-e-khair-o-shar men nukta-e-sad-motabar kya hai"