Sher
"ye 'inayat ye sharaf baat zara si to nahin ye karam aap ka sarkar siyasi to nahin"
T
Tasneem Ansari"aaj tak ek bhi gardan nahin maari tu ne ye qabila tujhe sardar banane se raha"
آج تک ایک بھی گردن نہیں ماری تو نے یہ قبیلہ تجھے سردار بنانے سے رہا
आज तक एक भी गर्दन नहीं मारी तू ने ये क़बीला तुझे सरदार बनाने से रहा
"ye 'inayat ye sharaf baat zara si to nahin ye karam aap ka sarkar siyasi to nahin"
"hamare gaanv tumhari shikar-gah nahin dhuen ke abr se paani pe vaar mat karna"
"'ajib shakhs tha apna pata bataya nahin diya jalaya magar raushni men aaya nahin"