Quote
"'ajib shakhs tha apna pata bataya nahin diya jalaya magar raushni men aaya nahin"
T
Tasneem AnsariTasneem Ansari
Tasneem Ansari
'ajib shakhs tha apna pata bataya nahin
عجیب شخص تھا اپنا پتہ بتایا نہیں دیا جلایا مگر روشنی میں آیا نہیں
aaj tak ek bhi gardan nahin maari tu ne
آج تک ایک بھی گردن نہیں ماری تو نے یہ قبیلہ تجھے سردار بنانے سے رہا
ye 'inayat ye sharaf baat zara si to nahin
یہ عنایت یہ شرف بات ذرا سی تو نہیں یہ کرم آپ کا سرکار سیاسی تو نہیں
hamare gaanv tumhari shikar-gah nahin
ہمارے گاؤں تمہاری شکارگاہ نہیں دھویں کے ابر سے پانی پہ وار مت کرنا
"'ajib shakhs tha apna pata bataya nahin diya jalaya magar raushni men aaya nahin"
"aaj tak ek bhi gardan nahin maari tu ne ye qabila tujhe sardar banane se raha"
"ye 'inayat ye sharaf baat zara si to nahin ye karam aap ka sarkar siyasi to nahin"
"hamare gaanv tumhari shikar-gah nahin dhuen ke abr se paani pe vaar mat karna"
'ajib shakhs thaa apnaa pata bataayaa nahin
diyaa jalaayaa magar raushni mein aayaa nahin
aaj tak ek bhi gardan nahin maari tu ne
ye qabila tujhe sardaar banaane se rahaa
ye 'inaayat ye sharaf baat zaraa si to nahin
ye karam aap kaa sarkaar siyaasi to nahin
hamaare gaanv tumhaari shikaar-gaah nahin
dhuein ke abr se paani pe vaar mat karnaa