Sher
"khizan aane nahin dunga kabhi main apne phulon par gulistan ko lahu de kar sanvarunga ye va'da hai"
"ahl-e-junun pasand na the us ko is liye Thukra diya gaya mujhe majzub dekh kar"
اہل جنوں پسند نہ تھے اس کو اس لیے ٹھکرا دیا گیا مجھے مجذوب دیکھ کر
अहल-ए-जुनूँ पसंद न थे उस को इस लिए ठुकरा दिया गया मुझे मज्ज़ूब देख कर

"khizan aane nahin dunga kabhi main apne phulon par gulistan ko lahu de kar sanvarunga ye va'da hai"
"chhupa rahta hai dast-e-arzu khuddar logon ka baDi mushkil se apni zaat ka iz.har karte hain"
"sab log chal rahe the saDak par mila ke haath dekha jo ghaur se to kisi ka koi na tha"
"ghanimat jaan ghar ke is sukun ko darakhton ka abhi saaya ghana hai"
"bas ik nishan sa baaqi tha kachche angan men parinda lauT ke aaya to mar chuka tha darakht"
"aaya na phir bhi chand utar kar zamin par karte rahe darakht ishare tamam raat"