Sher
"muflisi sab bahar khoti hai mard ka e'tibar khoti hai"
"aaj tujh yaad ne ai dilbar-e-shirin-harakat aah ko dil ke upar tesha-e-farhad kiya"
آج تجھ یاد نے اے دلبر شیریں حرکات آہ کو دل کے اپر تیشۂ فرہاد کیا
आज तुझ याद ने ऐ दिलबर-ए-शीरीं-हरकात आह को दिल के उपर तेशा-ए-फ़रहाद किया

"muflisi sab bahar khoti hai mard ka e'tibar khoti hai"
"kiya mujh ishq ne zalim kuun aab ahista ahista ki atish gul kuun karti hai gulab ahista ahista"
"chahta hai is jahan men gar bahisht ja tamasha dekh us rukhsar ka"
"phir meri khabar lene vo sayyad na aaya shayad ki mira haal use yaad na aaya"
"yaad karna har ghaDi tujh yaar ka hai vazifa mujh dil-e-bimar ka"
"jise ishq ka tiir kaari lage use zindagi kyuun na bhari lage"