Sher
"har gham sahna aur khush rahna mushkil hai asan nahin hai"
"gharib ko havas-e-zindagi nahin hoti bas itna hai ki vo izzat se marna chahta hai"
غریب کو ہوس زندگی نہیں ہوتی بس اتنا ہے کہ وہ عزت سے مرنا چاہتا ہے
ग़रीब को हवस-ए-ज़िंदगी नहीं होती बस इतना है कि वो इज़्ज़त से मरना चाहता है

"har gham sahna aur khush rahna mushkil hai asan nahin hai"
"ab ke 'vaqar' aise bichhDe hain milne ka imkan nahin hai"
"in ansuon se bhala mera kya bhala hoga vo mere baa'd jo roya bhi yaad kar ke mujhe"
"khushi daman-kashan hai dil asir-e-gham hai barson se hamari zindagi ka ek hi aalam hai barson se"
"kahan milegi bhala is sitamgari ki misal taras bhi khata hai mujh par tabah kar ke mujhe"
"bahut se gham chhupe honge hansi men zara in hansne valon ko TaTolo"