Sher
"jab bachchon ko dekhta huun to sochta huun malik in phulon ki umr daraz kare"
"thoDi si barish hoti hai kitni jaldi bhar jaata huun"
تھوڑی سی بارش ہوتی ہے کتنی جلدی بھر جاتا ہوں
थोड़ी सी बारिश होती है कितनी जल्दी भर जाता हूँ

"jab bachchon ko dekhta huun to sochta huun malik in phulon ki umr daraz kare"
"avazon men bahte bahte khamoshi se mar jaata huun"
"qatra qatra chhat se hi risne lagi dhuup ka rasta na tha divar men"
"tu kisi sub.h si angan men utar aati hai main kisi dhuup sa dalan men aa jaata huun"
"kivaD khulne se pahle hi din nikal aaya basharaten abhi saman men paDi hui thiin"
"kisi safar kisi asbab se ilaqa nahin tumhare baad kisi khvab se ilaqa nahin"