chali hai jab bhi duniyaa ke mazaalim ki shikaayat se — Abdul Hamid Adam
chali hai jab bhi duniyaa ke mazaalim ki shikaayat se
to aksar iltifaat-e-dostaan tak baat pahunchi hai
Urdu
چلی ہے جب بھی دنیا کے مظالم کی شکایت سے
تو اکثر التفات دوستاں تک بات پہنچی ہے
Hindi
चली है जब भी दुनिया के मज़ालिम की शिकायत से
तो अक्सर इल्तिफ़ात-ए-दोस्ताँ तक बात पहुँची है

Abdul Hamid Adam
Abdul Hamid Adam
poet192 quotes