shahr ye saayon kaa hai is mein bani-aadam kahaan — Abid Wadood
shahr ye saayon kaa hai is mein bani-aadam kahaan
ab kisi surat yahaan insaan honaa chaahiye
Urdu
شہر یہ سایوں کا ہے اس میں بنی آدم کہاں
اب کسی صورت یہاں انسان ہونا چاہئے
Hindi
शहर ये सायों का है इस में बनी-आदम कहाँ
अब किसी सूरत यहाँ इंसान होना चाहिए

Abid Wadood
Abid Wadood
poet25 quotes