SHAWORDS

ye nahin ki tu ne bhejaa hi nahin payaam koi — Abul Mujahid Zahid

ye nahin ki tu ne bhejaa hi nahin payaam koi
magar ik vahi na aayaa jo payaam chaahte hain
Urdu

یہ نہیں کہ تو نے بھیجا ہی نہیں پیام کوئی
مگر اک وہی نہ آیا جو پیام چاہتے ہیں

Hindi

ये नहीं कि तू ने भेजा ही नहीं पयाम कोई
मगर इक वही न आया जो पयाम चाहते हैं

A
Abul Mujahid Zahid
Abul Mujahid Zahid
poet17 quotes