paamaal kar ke puchhte hain kis adaa se vo — Agha Shayar Qazalbash
paamaal kar ke puchhte hain kis adaa se vo
is dil mein aag thi mire talve jhulas gae
Urdu
پامال کر کے پوچھتے ہیں کس ادا سے وہ
اس دل میں آگ تھی مرے تلوے جھلس گئے
Hindi
पामाल कर के पूछते हैं किस अदा से वो
इस दिल में आग थी मिरे तलवे झुलस गए

Agha Shayar Qazalbash
Agha Shayar Qazalbash
poet37 quotes