baad marne ke bhi chhoDi na rifaaqat meri — Ameer Minai
baad marne ke bhi chhoDi na rifaaqat meri
meri turbat se lagi baiThi hai hasrat meri
Urdu
بعد مرنے کے بھی چھوڑی نہ رفاقت میری
میری تربت سے لگی بیٹھی ہے حسرت میری
Hindi
बाद मरने के भी छोड़ी न रिफ़ाक़त मेरी
मेरी तुर्बत से लगी बैठी है हसरत मेरी

Ameer Minai
Ameer Minai
poet169 quotes