us ki hasrat hai jise dil se miTaa bhi na sakun — Ameer Minai
us ki hasrat hai jise dil se miTaa bhi na sakun
DhunDne us ko chalaa huun jise paa bhi na sakun
Urdu
اس کی حسرت ہے جسے دل سے مٹا بھی نہ سکوں
ڈھونڈنے اس کو چلا ہوں جسے پا بھی نہ سکوں
Hindi
उस की हसरत है जिसे दिल से मिटा भी न सकूँ
ढूँडने उस को चला हूँ जिसे पा भी न सकूँ

Ameer Minai
Ameer Minai
poet169 quotes