muddaton ghaav kiye jis ke badan par ham ne — Arshad Abdul Hamid
muddaton ghaav kiye jis ke badan par ham ne
vaqt aayaa to usi khvaab ko talvaar kiyaa
Urdu
مدتوں گھاؤ کیے جس کے بدن پر ہم نے
وقت آیا تو اسی خواب کو تلوار کیا
Hindi
मुद्दतों घाव किए जिस के बदन पर हम ने
वक़्त आया तो उसी ख़्वाब को तलवार किया

Arshad Abdul Hamid
Arshad Abdul Hamid
poet53 quotes