niind aaegi bhalaa kaise use shaam ke baad — Azhar Iqbal
niind aaegi bhalaa kaise use shaam ke baad
roTiyaan bhi na mayassar hon jise kaam ke baad
Urdu
نیند آئے گی بھلا کیسے اسے شام کے بعد
روٹیاں بھی نہ میسر ہوں جسے کام کے بعد
Hindi
नींद आएगी भला कैसे उसे शाम के बा'द
रोटियाँ भी न मयस्सर हों जिसे काम के बा'द

Azhar Iqbal
Azhar Iqbal
poet21 quotes