niind aa.egi bhala kaise use shaam ke ba.ad
roTiyan bhi na mayassar hon jise kaam ke ba.ad

Azhar Iqbal
Azhar Iqbal
Sherशेर
See all 11 →niind aa.egi bhala kaise use shaam ke ba.ad
नींद आएगी भला कैसे उसे शाम के बा'द
ye kaifiyat hai meri jaan ab tujhe kho kar
ये कैफ़ियत है मेरी जान अब तुझे खो कर
hai ab bhi bistar-e-jan par tire badan ki shikan
है अब भी बिस्तर-ए-जाँ पर तिरे बदन की शिकन
ye pahla ishq hai tumhara soch lo
ये पहला इश्क़ है तुम्हारा सोच लो
har ek samt yahan vahshaton ka maskan hai
हर एक सम्त यहाँ वहशतों का मस्कन है
har ek shakhs yahan mahv-e-khvab lagta hai
हर एक शख़्स यहाँ महव-ए-ख़्वाब लगता है
Popular Sher & Shayari
22 totalye kaifiyat hai meri jaan ab tujhe kho kar
ki ham ne khud ko bhi paaya nahin bahut din se
hai ab bhi bistar-e-jan par tire badan ki shikan
main khud hi miTne laga huun use miTate hue
ye pahla ishq hai tumhara soch lo
mire liye ye rasta naya nahin
har ek samt yahan vahshaton ka maskan hai
junun ke vaste sahra o ashiyana kya
har ek shakhs yahan mahv-e-khvab lagta hai
kisi ne ham ko jagaya nahin bahut din se
ghuTan si hone lagi us ke paas jaate hue
main khud se ruuTh gayaa huun use manaate hue
ye kaifiyat hai meri jaan ab tujhe kho kar
ki ham ne khud ko bhi paayaa nahin bahut din se
ye pahlaa ishq hai tumhaaraa soch lo
mire liye ye raastaa nayaa nahin
har ek shakhs yahaan mahv-e-khvaab lagtaa hai
kisi ne ham ko jagaayaa nahin bahut din se
hai ab bhi bistar-e-jaan par tire badan ki shikan
main khud hi miTne lagaa huun use miTaate hue
ek muddat se hain safar mein ham
ghar mein rah kar bhi jaise beghar se
Ghazalग़ज़ल
ghuTan si hone lagi us ke paas jaate hue
घुटन सी होने लगी उस के पास जाते हुए
ye baar-e-gham bhi uThaayaa nahin bahut din se
ये बार-ए-ग़म भी उठाया नहीं बहुत दिन से
tiri samt jaane kaa raasta nahin ho rahaa
तिरी सम्त जाने का रास्ता नहीं हो रहा
gulaab chaandni-raaton pe vaar aae ham
गुलाब चाँदनी-रातों पे वार आए हम
dil ki gali mein chaand nikaltaa rahtaa hai
दिल की गली में चाँद निकलता रहता है
tumhaari yaad ke dipak bhi ab jalaanaa kyaa
तुम्हारी याद के दीपक भी अब जलाना क्या





