SHAWORDS

kitne mausam sargardaan the mujh se haath milaane mein — Azm Bahzad

HomeAzm BahzadShayari
kitne mausam sargardaan the mujh se haath milaane mein
main ne shaayad der lagaa di khud se baahar aane mein
Urdu

کتنے موسم سرگرداں تھے مجھ سے ہاتھ ملانے میں
میں نے شاید دیر لگا دی خود سے باہر آنے میں

Hindi

कितने मौसम सरगर्दां थे मुझ से हाथ मिलाने में
मैं ने शायद देर लगा दी ख़ुद से बाहर आने में

Azm Bahzad
Azm Bahzad
Azm Bahzad
poet34 quotes