ye aisi barq hai aksar jo mere sar pe girti hai — Badr Muneer
ye aisi barq hai aksar jo mere sar pe girti hai
nahin hai farq is mein aur balaa-e-naa-gahaani mein
Urdu
یہ ایسی برق ہے اکثر جو میرے سر پہ گرتی ہے
نہیں ہے فرق اس میں اور بلائے ناگہانی میں
Hindi
ये ऐसी बर्क़ है अक्सर जो मेरे सर पे गिरती है
नहीं है फ़र्क़ इस में और बला-ए-ना-गहानी में

Badr Muneer
Badr Muneer
poet92 quotes