Shayari
mujh se milnaa hai to us shakhs ke hamraah milein
jo mire saamne to aap ki taa'zim kare
ek hi shakhs gavaaraa hai zamin par mujh ko
vo bhi aavaaz lagaae to palaTtaa nahin huun
ایک ہی شخص گوارا ہے زمیں پر مجھ کو
وہ بھی آواز لگائے تو پلٹتا نہیں ہوں
एक ही शख़्स गवारा है ज़मीं पर मुझ को
वो भी आवाज़ लगाए तो पलटता नहीं हूँ

mujh se milnaa hai to us shakhs ke hamraah milein
jo mire saamne to aap ki taa'zim kare
khaamushi hai har taraf har jaa musalsal khaamushi
khaamushi aisi ki khud ko sun nahin paataa huun main
aisi vahshat hai mire dost tumhaari tasvir
aaj divaar se girte hi jalaa di main se