Shayari
dil aayaa hai qayaamat hai miraa dil
uThe taazim de joban kisi kaa
vo haTe aankh ke aage se to bas surat-e-aks
main bhi is aaina-khaana se nikal jaaungaa
وہ ہٹے آنکھ کے آگے سے تو بس صورت عکس
میں بھی اس آئینہ خانہ سے نکل جاؤں گا
वो हटे आँख के आगे से तो बस सूरत-ए-अक्स
मैं भी इस आईना-ख़ाना से निकल जाऊँगा

dil aayaa hai qayaamat hai miraa dil
uThe taazim de joban kisi kaa
yaad mein khvaab mein tasavvur mein
aa ki aane ke hain hazaar tariq
kabhi hansaayaa kabhi rulaayaa kabhi rulaayaa kabhi hansaayaa
jhijak jhijak kar simaT simaT kar lipaT lipaT kar dabaa dabaa kar
nahin ye aadmi kaa kaam vaaiz
hamaare but taraashe hain khudaa ne
lahu Tapkaa kisi ki aarzu se
hamaari aarzu Tapki lahu se
shaikh ke maathe pe miTTi barhaman ke bar mein but
aadmi dair-o-haram se khaak patthar le chalaa