sabaq phir padh sadaqat ka, adalat ka, shujaat ka liya jayega tujh se kaam duniya ki imamat ka—Allama IqbalSher·Truth
yaqeen mohkam, amal paiham, mohabbat fateh-e-aalam jihad-e-zindagani mein hain ye mardon ki shamsheeren—Allama IqbalSher·Courage