chheD maashuq se kiije to zaraa tham tham kar — Dagh Dehlvi
chheD maashuq se kiije to zaraa tham tham kar
roz ke naama o paighaam bure hote hain
Urdu
چھیڑ معشوق سے کیجے تو ذرا تھم تھم کر
روز کے نامہ و پیغام برے ہوتے ہیں
Hindi
छेड़ माशूक़ से कीजे तो ज़रा थम थम कर
रोज़ के नामा ओ पैग़ाम बुरे होते हैं

Dagh Dehlvi
Dagh Dehlvi
poet372 quotes