ek hamein aavaara kahnaa koi baDaa ilzaam nahin — Habib Jalib
ek hamein aavaara kahnaa koi baDaa ilzaam nahin
duniyaa vaale dil vaalon ko aur bahut kuchh kahte hain
Urdu
ایک ہمیں آوارہ کہنا کوئی بڑا الزام نہیں
دنیا والے دل والوں کو اور بہت کچھ کہتے ہیں
Hindi
एक हमें आवारा कहना कोई बड़ा इल्ज़ाम नहीं
दुनिया वाले दिल वालों को और बहुत कुछ कहते हैं

Habib Jalib
Habib Jalib
poet101 quotes