main tum ko khud se judaa kar ke kis tarah dekhun — Iftikhar Mughal
main tum ko khud se judaa kar ke kis tarah dekhun
ki main bhi ''tum'' huun, koi dusraa nahin huun main
Urdu
میں تم کو خود سے جدا کر کے کس طرح دیکھوں
کہ میں بھی ''تم'' ہوں، کوئی دوسرا نہیں ہوں میں
Hindi
मैं तुम को ख़ुद से जुदा कर के किस तरह देखूँ
कि मैं भी ''तुम'' हूँ, कोई दूसरा नहीं हूँ मैं

Iftikhar Mughal
Iftikhar Mughal
poet24 quotes