Shayari
muddaton aankhein vazu karti rahin ashkon se
tab kahin jaa ke tiri diid ke qaabil huaa main
kyaa kisi kaa lams phir insaan banaaegaa mujhe
us ke jaate hi samucha jism patthar ho gayaa
کیا کسی کا لمس پھر انساں بنائے گا مجھے
اس کے جاتے ہی سموچہ جسم پتھر ہو گیا
क्या किसी का लम्स फिर इंसाँ बनाएगा मुझे
उस के जाते ही समूचा जिस्म पत्थर हो गया

muddaton aankhein vazu karti rahin ashkon se
tab kahin jaa ke tiri diid ke qaabil huaa main
tum ne dekhaa nahin adaakaaron
un kaa chehra mire savaal ke baa'd
saare khvaabon ke intiqaal ke baa'd
aap aur vo bhi itne saal ke baa'd
zamaane par to khul kar hans rahaa thaa
tire chhute hi ro baiThaa hai paagal
hamin tum se hamesha milne aaein kyuun
tumhaare paanv mein mehndi lagi hai kyaa
mujh ko miTTi mein boyaa gayaa
meri miTTi shajar ho gai