SHAWORDS

kyaa hai harjaai hasinaan-e-jahaan saari hain — Khwaja Mohammad Wazir

kyaa hai harjaai hasinaan-e-jahaan saari hain
ye vo akhtar hain ki saabit nahin sayyaari hain
Urdu

کیا ہے ہرجائی حسینان جہاں ساری ہیں
یہ وہ اختر ہیں کہ ثابت نہیں سیاری ہیں

Hindi

क्या है हरजाई हसीनान-ए-जहाँ सारी हैं
ये वो अख़्तर हैं कि साबित नहीं सय्यारी हैं

Khwaja Mohammad Wazir
Khwaja Mohammad Wazir
Khwaja Mohammad Wazir
poet97 quotes