Shayari
vo apne ‘abd-e-haqiqi ko aazmaataa hai
har ik bashar kaa yahaan imtihaan nahin hotaa
'ajab safaai hai us kuza-gar ke haathon mein
shikasta shai bhi salaamat dikhaai deti hai
عجب صفائی ہے اس کوزہ گر کے ہاتھوں میں
شکستہ شے بھی سلامت دکھائی دیتی ہے
'अजब सफ़ाई है उस कूज़ा-गर के हाथों में
शिकस्ता शय भी सलामत दिखाई देती है

vo apne ‘abd-e-haqiqi ko aazmaataa hai
har ik bashar kaa yahaan imtihaan nahin hotaa
vaqt ke paanv bhi nahin mehvar
aur raftaar bhi ghazab ki hai
ghaur se dekhnaa hanste hue chehre ki taraf
ek manzar pas-e-manzar kai manzar degaa
aaj gar bole nahin haq baat par
kal sitam honge tumhaari zaat par
ulfat to dekhiye miri didaar ke sabab
darvesh ban ke yaar ki chaukhaT pe aa gayaa
ek muddat se niind taari hai
ek muddat se so nahin paae