kisi se sarguzisht-e-gham bayaan kartaa huun jab apni — Mansoor Khushtar
kisi se sarguzisht-e-gham bayaan kartaa huun jab apni
kahaani vo saraasar aap ki maalum hoti hai
Urdu
کسی سے سرگزشت غم بیاں کرتا ہوں جب اپنی
کہانی وہ سراسر آپ کی معلوم ہوتی ہے
Hindi
किसी से सरगुज़िश्त-ए-ग़म बयाँ करता हूँ जब अपनी
कहानी वो सरासर आप की मालूम होती है

Mansoor Khushtar
Mansoor Khushtar
poet20 quotes