SHAWORDS

kahaa ye sab ne ki jo vaar the usi par the — Mazhar Imam

HomeMazhar ImamShayari
kahaa ye sab ne ki jo vaar the usi par the
magar ye kyaa ki badan chuur chuur meraa thaa
Urdu

کہا یہ سب نے کہ جو وار تھے اسی پر تھے
مگر یہ کیا کہ بدن چور چور میرا تھا

Hindi

कहा ये सब ने कि जो वार थे उसी पर थे
मगर ये क्या कि बदन चूर चूर मेरा था

Mazhar Imam
Mazhar Imam
Mazhar Imam
poet87 quotes