hook jab dil se uThi zabt-e-fughaan kar na sakaa — Mohammad Baqar Shams
hook jab dil se uThi zabt-e-fughaan kar na sakaa
raaz is ghar kaa jo thaa mujh se vo makhfi na huaa
Urdu
ہوک جب دل سے اٹھی ضبط فغاں کر نہ سکا
راز اس گھر کا جو تھا مجھ سے وہ مخفی نہ ہوا
Hindi
हूक जब दिल से उठी ज़ब्त-ए-फ़ुग़ाँ कर न सका
राज़ इस घर का जो था मुझ से वो मख़्फ़ी न हुआ

Mohammad Baqar Shams
Mohammad Baqar Shams
poet42 quotes