Shayari
dilon se dard duaa se asar nikaltaa hai
ye kis bahisht ki jaanib bashar nikaltaa hai
M
Mohammad Mukhtar Alimiyaan ye chaadar-e-shohrat tum apne paas rakho
ki is se paanv jo Dhaanpein to sar nikaltaa hai
میاں یہ چادر شہرت تم اپنے پاس رکھو
کہ اس سے پاؤں جو ڈھانپیں تو سر نکلتا ہے
मियाँ ये चादर-ए-शोहरत तुम अपने पास रखो
कि इस से पाँव जो ढाँपें तो सर निकलता है