ab ke mausam mein ye meyaar-e-junun Thahraa hai — Mohsin Bhopali
ab ke mausam mein ye meyaar-e-junun Thahraa hai
sar salaamat rahein dastaar na rahne paae
Urdu
اب کے موسم میں یہ معیار جنوں ٹھہرا ہے
سر سلامت رہیں دستار نہ رہنے پائے
Hindi
अब के मौसम में ये मेयार-ए-जुनूँ ठहरा है
सर सलामत रहें दस्तार न रहने पाए

Mohsin Bhopali
Mohsin Bhopali
poet64 quotes