koi ham-nafas nahin hai koi raaz-daan nahin hai — Mustafa Zaidi
koi ham-nafas nahin hai koi raaz-daan nahin hai
faqat ek dil thaa apnaa so vo mehrbaan nahin hai
Urdu
کوئی ہم نفس نہیں ہے کوئی رازداں نہیں ہے
فقط ایک دل تھا اپنا سو وہ مہرباں نہیں ہے
Hindi
कोई हम-नफ़स नहीं है कोई राज़-दाँ नहीं है
फ़क़त एक दिल था अपना सो वो मेहरबाँ नहीं है

Mustafa Zaidi
Mustafa Zaidi
poet62 quotes