khidmat-e-gasht bagulon ko to di sahraa mein — Muztar Khairabadi
khidmat-e-gasht bagulon ko to di sahraa mein
main bhi barbaad huun mujh ko bhi koi kaam bataa
Urdu
خدمت گشت بگولوں کو تو دی صحرا میں
میں بھی برباد ہوں مجھ کو بھی کوئی کام بتا
Hindi
ख़िदमत-ए-गश्त बगूलों को तो दी सहरा में
मैं भी बर्बाद हूँ मुझ को भी कोई काम बता

Muztar Khairabadi
Muztar Khairabadi
poet268 quotes