pyaar se dushman ke vo aalam tiraa jaataa rahaa — Naseem Dehlvi
pyaar se dushman ke vo aalam tiraa jaataa rahaa
aise lab chuse ki boson kaa mazaa jaataa rahaa
Urdu
پیار سے دشمن کے وہ عالم ترا جاتا رہا
ایسے لب چوسے کہ بوسوں کا مزا جاتا رہا
Hindi
प्यार से दुश्मन के वो आलम तिरा जाता रहा
ऐसे लब चूसे कि बोसों का मज़ा जाता रहा

Naseem Dehlvi
Naseem Dehlvi
poet92 quotes