do aalam se guzar ke bhi dil-e-aashiq hai aavaara — Natiq Lakhnavi
do aalam se guzar ke bhi dil-e-aashiq hai aavaara
abhi tak ye musaafir apni manzil par nahin aayaa
Urdu
دو عالم سے گزر کے بھی دل عاشق ہے آوارہ
ابھی تک یہ مسافر اپنی منزل پر نہیں آیا
Hindi
दो आलम से गुज़र के भी दिल-ए-आशिक़ है आवारा
अभी तक ये मुसाफ़िर अपनी मंज़िल पर नहीं आया

Natiq Lakhnavi
Natiq Lakhnavi
poet29 quotes