SHAWORDS

qissa-e-barhana-paai ko mire ai majnun — Qayem Chaandpuri

qissa-e-barhana-paai ko mire ai majnun
khaar se puchh ki sab nok-e-zabaan hai us ko
Urdu

قصۂ برہنہ پائی کو مرے اے مجنوں
خار سے پوچھ کہ سب نوک زباں ہے اس کو

Hindi

क़िस्सा-ए-बरहना-पाई को मिरे ऐ मजनूँ
ख़ार से पूछ कि सब नोक-ए-ज़बाँ है उस को

Q
Qayem Chaandpuri
Qayem Chaandpuri
poet142 quotes