jin haathon se baTti khairaatein dekhi thiin — Rashid Aazar
jin haathon se baTti khairaatein dekhi thiin
in aankhon se un haathon mein kaase dekhe
Urdu
جن ہاتھوں سے بٹتی خیراتیں دیکھی تھیں
ان آنکھوں سے ان ہاتھوں میں کاسے دیکھے
Hindi
जिन हाथों से बटती ख़ैरातें देखी थीं
इन आँखों से उन हाथों में कासे देखे

Rashid Aazar
Rashid Aazar
poet12 quotes