SHAWORDS

vo log aaj khud ik daastaan kaa hissa hain — Sabir Zafar

HomeSabir ZafarShayari
vo log aaj khud ik daastaan kaa hissa hain
jinhein aziiz the qisse kahaaniyaan aur phuul
Urdu

وہ لوگ آج خود اک داستاں کا حصہ ہیں
جنہیں عزیز تھے قصے کہانیاں اور پھول

Hindi

वो लोग आज ख़ुद इक दास्ताँ का हिस्सा हैं
जिन्हें अज़ीज़ थे क़िस्से कहानियाँ और फूल

Sabir Zafar
Sabir Zafar
Sabir Zafar
poet70 quotes