jab tu hi dekhne ko mayassar nahin hamein — Shahzan Khan Shahzan
jab tu hi dekhne ko mayassar nahin hamein
aankhon ko rakh na dein kahin baahar nikaal ke
Urdu
جب تو ہی دیکھنے کو میسر نہیں ہمیں
آنکھوں کو رکھ نہ دیں کہیں باہر نکال کے
Hindi
जब तू ही देखने को मयस्सर नहीं हमें
आँखों को रख न दें कहीं बाहर निकाल के

Shahzan Khan Shahzan
Shahzan Khan Shahzan
poet14 quotes